Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*shery {khamosh}*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*shery {khamosh}*~

    Es raze muhabbat ko aam nahi karna*

    Chahat k jazbo ko badnam nahi karna*

    Tum jaan ho meri bus etna samjh lo*

    Mery en lafzo ko neelam nahi karna*...



    ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
    ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

    Comment


    • Re: ~*shery {khamosh}*~

      Bohat udaas hy koi shakhs tery jany sy,

      Ho saky tou lot aa kisi bahany sy,

      Tu laakh khafa sahi magar ek baar tou dekh le,

      Koi toot sa gaya hy tery jaany sy....



      ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
      ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

      Comment


      • Re: ~*shery {khamosh}*~

        Zra tham tham k brsa kr,
        Abhi itna na rutha kr,

        Abhi to door hai manzil,
        Abhi khud ko na tanha kr,

        Teri ankhein samandar hain,
        Samandar ko na sehra kr,

        Mera dil doob jata hai,
        Mujhe aese na dekha kr,

        Hawa mujh se kahe pagal,
        Na u raston me betha kr,

        Wo ik din chor jaye ga,
        Usay itna na chaha kr....



        ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
        ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

        Comment


        • Re: ~*shery {khamosh}*~

          Zra tham tham k brsa kr
          Abhi itna na rutha kr

          Abhi tou door hai manzil
          Abhi khud ko na tanha kr

          Teri ankhein samandar hain
          Samandar ko na sehra kr

          Mera dil doob jata hai
          Mujhe aese na dekha kr

          Hawa mujh se kahe pagal
          Na yun raston me betha kr

          Wo ik din chor jaye ga
          Usay itna na chaha kr.



          ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
          ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

          Comment


          • Re: ~*shery {khamosh}*~

            "Shumaar uski sakhawat ka kya krain k wo shakhs"

            "Chraagh baant-ta phirta hai cheen kr aankhein"...



            ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
            ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

            Comment


            • Re: ~*shery {khamosh}*~

              Ajeeb sham khari hai kahin se ajao,
              Bari udas ghari hai kahin se ajao,

              Kisi se milna aur mil k bichar jana,
              Saza ye itni bari hai kahin se ajao,

              Bara kathin hai ye hijr ka mosam,
              Judai bol pari hai kahin se ajao,

              Zmana jise smjhta hai moteon ki chamak,
              Wo ansuon ki lari hai kahin se aa jao....



              ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
              ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

              Comment


              • Re: ~*shery {khamosh}*~

                Kuch to Baat Hai Us Ki Fitrat Mein "Faraz"

                Warna Usay Chahnay Ki Khata Baar Baar Na Kertay.



                ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                Comment


                • Re: ~*shery {khamosh}*~

                  Us ki jafaaon ne mujhy ik tehzeeb sikha di hay Mohsin,

                  Main rotay huay so jaata hon per shikwa nahi karta..



                  ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                  ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                  Comment


                  • Re: ~*shery {khamosh}*~

                    Tha boht khush jo bhula k mujhe,

                    Aaj roya gally lga k mujhe,

                    Us ny pehla swal ye pucha,

                    Tm ko kesa lga ganwa k mujhe,

                    Mujh ko pathr bna k kehta hai,

                    Jan! dekho na, muskura k mujhe,

                    Zndgi ne to azmaya hai,

                    Tm b dekh lo azma k mujhe,

                    Us ne rasta badal lia apna,

                    Pyar ki rah pr chala k mujhe..!!



                    ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                    ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                    Comment


                    • Re: ~*shery {khamosh}*~




                      ...~~~SHERY {KHAMOSH}~~~...
                      ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                      Comment


                      • Re: ~*shery {khamosh}*~

                        Us per khushi sajti hai buhut,,
                        Usay kehna muskraya kare,,

                        Uski ankh num si achhi nahi lagti,,
                        Usay kehna ghum mujhe de jaya kare,,

                        Ye zindagi buhut taveel safar hai,,
                        Usay kehna tanhai se kinara kare,,

                        Zindagi uski hmain pyari hai buht,,
                        Usy kehna kisi ko jaan se pyara na kare...


                        *~SHERY~*~KHAMOSH~*
                        ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                        Comment


                        • Re: ~*shery {khamosh}*~

                          ~Aaj bhi ek teray liey dil main chahatein baqi hain..~~
                          ~Tujhse jo karni thee woh adhuri batein baqi hain..~~

                          ~Tum ne kaise soch liya k humein teri talab nahi..~~
                          ~Dil mein utar k deikh ab bhi teri hajatein baqi hain..~~

                          ~Kabhi fursat milay to aa kar deikh mere makaan mein..~~
                          ~Aaj bhi teri khushbu, teri parchhai, teri ahatein baqi hain..~~

                          ~Deikh mera zarf k mein toot kar bhi bikhra nahi..~~
                          ~Aankh mein aansu hain magar lab per muskurahatein baki hain...~~


                          *~SHERY~*~KHAMOSH~*
                          ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                          Comment


                          • Re: ~*shery {khamosh}*~

                            >Kuch ashk hmaray behny do,,,~~
                            >Humain dard k mosam sehnay do,,,~~

                            >Humain khushyon ka idraak nahi,,,~~
                            >Humain pehlay jaisa rehnay do,,,~~

                            >Ek payar ka sapna dekha ha,,,~~
                            >Is sapnay ko such honay do,,,~~

                            >Ek umr hui tuktay tum ko,,,~~
                            >Per aaj laboon ko kehnay do,,,~~

                            >Hum tum sy muhabbat kartay hain,,,~~
                            >Humain toot k chahat karnay do...!~~


                            *~SHERY~*~KHAMOSH~*
                            ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                            Comment


                            • Re: ~*shery {khamosh}*~

                              >Koi aata hai yaad bohat sone se pehle,,,~~
                              >Jo cheen leta hai ansu mere rone se pehle,,,~~

                              >Phir rehta hai raat bhar wo esey samne,,,~~
                              >Mai aksar chal parta hun uska hath thaamne,,,~~

                              >Ab neend b aay to mai sona nahi chahta,,,~~
                              >Kisi qeemat pey b mai usko khona nahi chahta,,,~~

                              >Ho jaey wo kash mera muje khone se pehle,,,~~
                              >Jo aata hai yaad bohat soney se pehle...~~


                              *~SHERY~*~KHAMOSH~*
                              ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                              Comment


                              • Re: ~*shery {khamosh}*~

                                >Hum Dasht Ke Baasi Hain Aay Shehar Ke Logon,,~~
                                >Yeh Rooh Pyasi Hamen Wirsay Main Mili Hai,,~~

                                >Dukh Dard Se Sadiyon Ka Talluq Hai Hamara,,~~
                                >Ankhon Ki Udasi Hamen Wirsay Main Mili Hai,,~~

                                >Jaan Dena Riwayat Hai Qabeelay Ki Hamari,,~~
                                >Yeh Surkh Libasi Hamen Wirsay Main Mili Hai,,~~

                                >Jo Baat Bhi Kehte Hain Utar Jati Hai Dil Main,,~~
                                >Taseer Juda Si Hamen Wirsay Main Mili Hai,,~~

                                >Jo Hath Bhi Thaama Hai Sada Sath Raha Hai,,~~
                                >Ehbaab Shanasi Hamen Wirsay Main Mili Hai,,~~


                                *~SHERY~*~KHAMOSH~*
                                ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                                Comment

                                Working...
                                X